Teri Yeh Baatein Lyrics Savera and OAFF

Teri Yeh Baatein Lyrics jaane kaise yun baaton hi baaton mein, aa gye hain hum yahan, keh gye jo tum aankhon hi aankhon mein, haan woh...

Teri Yeh Baatein Lyrics

jaane kaise yun baaton hi baaton mein,

aa gye hain hum yahan,

keh gye jo tum aankhon hi aankhon mein,

haan woh maine sunn liya,

bheegi bheegi si raat ye raat ye,

behka behka sa sma,

aise doobe hum saath mein,

ho gye hain laapta,

teri yeh baatein aur mulakaatein,

ye aa gye hain hum kahan,

teri yeh baatein aur mulakaatein,

koi bta de hum kahan,

jaane kaise tum jaane anjaane mein,

mil gye mujhe yahan,

le chali dagar maano na maano ye,

anjaani si jagah,

aisa pehle hua nahi na kabhi,

jo hua hai iss dafa,

jaane kaise hum jaane anjaane mein,

ho gye hain ghumshuda,

teri yeh baatein aur mulakaatein,

koi bta de hum kahan,

teri yeh baatein aur mulakaatein,

ye aa gye hain hum kahan,

teri yeh baatein aur mulakaatein,

koi bta de hum kahan.

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo