Samandar Sharaab Lyrics Madhur Sharma

Samandar Sharaab Lyrics Mujhe baahon mein teri hosh na tha Zara bezubaa tha main khamosh na tha Tinka tinka sahaara chhod ke dil Tinka...

Samandar Sharaab Lyrics

Mujhe baahon mein teri hosh na tha

Zara bezubaa tha main khamosh na tha

Tinka tinka sahaara chhod ke dil

Tinka tinka sahaara chhod ke dil

Jaan kar dooba tera dosh na tha

Ishq jhootha

Ishq jhootha sahi behisaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

Oh meri haalat sanam tum kharaab kardo

Meri haalat sanam tum kharaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

Yehi soch phir tumne vaada kiya tha

Yehi soch phir tumne vaada kiya tha

Ke mujhko khabar thi ke aadhaa kiya tha

Wahi baat phir poochta hun ke mujhse

Kabhi pyaar kya khudse zyada kiya tha

Iss bewafa

Iss bewafa haqiqat ko khwaab kardo

Iss bewafa haqiqat ko khwaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

Oh meri haalat sanam tum kharaab kardo

Meri haalat sanam tum kharaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

Phir saare samandar sharaab kardo

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo