Na Jaane Tu Lyrics – Krishna Goel

Hai kahin nigahon mein meri, rubru tu khud hi yahan, hai kahin panahon mein yahin, aaj bhi woh shaam subah, hai kahin duwayon mein yahin,...

Hai kahin nigahon mein meri,

rubru tu khud hi yahan,

hai kahin panahon mein yahin,

aaj bhi woh shaam subah,

hai kahin duwayon mein yahin,

aaj bhi tu saath yahan,

na jaane tu,

na jaane tu,

na jaane tu,

na jaane tu,

Hai kahin wafayon mein yahi,

aaj bhi tu khudh hi yahan,

na jaane tu,

na jaane tu,

na jaane tu,

na jaane tu,

Aankhon ki teri yeh dastaan,

khud kar rahi hai bayaan,

main bangya hu tera deewana,

chorh ke sara sama,

paas tere main aa raha,

karde mujhko bhi tu koi ishara,

aaja ke faasle ho darmiyan na dobara,

Hai kahin panahon mein yahin,

teri hi mehakti hawa,

hai kahin fizayon mein yahin,

chooti mujhe woh teri gatah,

hai kahin duwayon mein yahin,

aaj bhi tu sath yahan,

na jaane tu,

na jaane tu,

na jaane tu,

na jaane tu.

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo