Ki Farak Painda Hai Lyrics – Dev Negi & Neeti Mohan

Ki Farak Painda Hai Lyrics karam ki dunia mein, koi dharam kya chunta hai, bhaiya ki farak painda hai, mamaiya koi padta kalma, koi...

Ki Farak Painda Hai Lyrics

 

karam ki dunia mein,

koi dharam kya chunta hai,

bhaiya ki farak painda hai,

 

mamaiya koi padta kalma,

koi kirtan sunta hai,

hanji ki farak painda hai,

 

haan inn chehron mein chehra,

har tevar ka milta hai,

lehza bhi khushboo,

har flavor ka milta hai,

 

aapas mein khann khann,

karte hain bartan jaise,

apna toh khann khann se bhi,

music banta hai,

 

suno bhaiya itni azaadi mein,

bhaiya itna toh chalta hai,

lo ji ki farak painda hai,

 

ho dhup kisi ka kabhi mazhab kahan poochti hai,

ik jaisi sabki hai,

kaum kisi ki kya hai barkha kahan sochti hai,

har angan girti hai,

 

hua toh kya koi agar gora ya kala,

mazakiya mijajiya guroor wala,

zara sa toh milega hi sabhi mein antar,

meharbaan sabhi pe hai upar wala,

 

socho miyan kaun kam ya jyada,

koi kaise tay karta hai,

ho ji ki farak painda hai.

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo