Kanhaiya Twitter Pe Aaja Lyrics – Nakash Aziz

Kanhaiya Twitter Pe Aaja Lyrics ho dede darshan phir ek baar, duware aaya bhajan kumar, ho dede darshan phir ek baar, duware aaya bhajan...

Kanhaiya Twitter Pe Aaja Lyrics

ho dede darshan phir ek baar,

duware aaya bhajan kumar,

ho dede darshan phir ek baar,

duware aaya bhajan kumar,

kasht se udhaar karde,

aaj berha paar karde,

zindagi se raile aur unche vichar karde,

followers tere sare milke tujhe pukare,

inki khabar lene aa aa aa,

aa aa aa, aa aa aa,

aaja kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja,

aaja kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja,

sawalon se bhara ye mann hai mera,

tu aake zra uttar bta ja,

kanhaiya kanhaiya kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja,

aaja kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja,

ho ghor kalyug mein yeh jag tera,

pathh se hi bhatka hai,

tujhse hatt kar dhyan jo sabka,

phone pe atka hai,

ghor kalyug mein yeh jag tera,

pathh se hi bhatka hai,

tujhse hatt kar dhyan sabka,

jo phone pe atka hai,

phir zra ik baar lele gyahrva avatar lele,

digital roop mein hi chaahe iss baar lele,

mann ka hua bhajita fir se parhade geeta,

hamein updesh dene aa aa aa aa aa aa aa,

aaja kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja,

aaja kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja,

sawalon se bhara ye mann hai mera,

tu aake zra uttar bta ja,

kanhaiya kanhaiya kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja,

aaja kanhaiya twitter pe aaja,

bhagat ki bigdi bana ja.

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo