Hmm
Yeh shokhi yeh shararat
Yeh nafasat nazakat
Yeh shokhi yeh shararat
Yeh nafasat nazakat
Bohat khubsoorat ho
Bohat khubsoorat ho
Aap sar se paanv tak
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom jaye
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom jaye
Tumhein hoor hoor
Kisi hoor hoor
Haan hoor sa yeh paye
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoomta reh jaye
Sabse juda hai teri adayein
Dil tera kayal ho hi gaya
Zulfein yeh teri kaali ghatayein
Dhoop mein baadal mil hi gaya
Yeh teri nigahein karam farma hai
Tu mujhpe hua meharbaan
Haan main kaise bhulaun aap ki inayat
Bohat khubsoorat ho
Bohat khubsoorat ho
Aap sar se paanv tak
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom jaye
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom jaye
Tumhein hoor hoor
Kisi hoor hoor
Haan hoor sa yeh paye
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoomta reh jaye
Baatein yeh teri jaise duayein
Main inmein shamil ho hi gaya
Dil mein tumhare thoda sa hissa
Haan mujhko hasil ho hi gaya
Yeh dil bhi tumhara
Tumhari tarah hai
Jo khushiyan mujhe de raha
Ho tum jis bhi jagah pe
Wahin pe ho ronak
Bohat khubsoorat ho
Bohat khubsoorat ho
Aap sar se paanv tak
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom jaye
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom jaye
Tumhein hoor hoor
Kisi hoor hoor
Haan hoor sa yeh paye
Dil jhoom jhoom
Dil jhoom jhoom
Dil jhoomta reh jaye
Jhoomta reh jaye
Jhoomta reh jaye
Khuda ab banata nahi aise chehre
Nigahein yeh ja ja ke haan jinpe thehre
Jinhein dekhne se mile dil ko rahat
Bohat khubsoorat ho
Aap sar se paanv tak