Yeh aasmaan tere pairon mein hai
Tu meri jaan mere khairon mein hai
Tera rang hai lal dhalte suraj ka jaise
Itna khoobsurat koyi lagta hai kaise
Aaja main bataun tujhe kya rakha
Maine tera naam nasha rakha
Ho jab jab bole mujhe lagta hai yoon
Jaise koyi gaaye ragni
Hum tujhko sanam oh sanam itna chahenge
Jaise chand ko chand ko chahe chandni
Hum tujhko sanam oh sanam itna chahenge
Jaise chaand ko chaand ko chahe chandni
Chahe paagal deewana awara hai tu
Par mera meri jaan sahara hai tu
Haye teri nazar ki haye maari hoon main
Aur mere honthon ka maara hai tu
Dil kare mera ke aisa ban jaaye manzar
Tujhko choomna hai yaar samandar ke andar
Aaja roz aaya kar seekha karein
Samandar ke paani ko meetha karein
Tere hothon ki lali ko leke sanam
Gaalon pe lagayein chandni
Hum tujhko sanam oh sanam itna chahenge
Jaise chand ko chand ko chahe chandni
Hum tujhko sanam oh sanam itna chahenge
Jaise chaand ko chaand ko chahe chandni
Haye kaisi teri nazar padi yeh ho gaya hai kya
Ban gaya hoon shayar main shayar nahi tha
Ho chal mera hath phad yaar chaliye
Aaja aaja baddalan ton paar chaliye
Oh battiyan bujha diyan chann diyan ne
Ek dooje utte jisman nu aur jaliye
Jab ek dooje ko hum dono nazron se khayenge
Jalne wale log Jaani aur jalagyenge
Lokan diyan nazran ne kaliyan ne
Door door kar den waliyan ve
Jaani Jaani Jaani Jaani Jaani tujhe
Tabhi logon se chhupaye chandni
Hum tujhko sanam oh sanam itna chahenge
Jaise chand ko chand ko chahe chandni
Hum tujhko sanam oh sanam itna chahenge
Jaise chaand ko chaand ko chahe chandni