Bhula Du Lyrics Stebin Ben and Payal Dev

Bhula Du Lyrics tu chahta nahi toh na tujhse milunga, na teri gali ki taraf rukh karunga, tu chahta nahi toh na kuch bhi kahunga, na...

Bhula Du Lyrics

tu chahta nahi toh na tujhse milunga,

na teri gali ki taraf rukh karunga,

tu chahta nahi toh na kuch bhi kahunga,

na honthon se apne uff bhi karunga,

yeh har baat teri hai manzoor mujhko,

magar yeh na kehna ke bhula du main tujhko,

magar yeh na kehna ke na chahu main tujhko,

magar yeh na kehna ke bhula du main tujhko,

kabhi khaab tere jo aankhon mein aaye,

toh keh dungi unse kahi aur jaayen,

kabhi baat teri jo labh karna chahen,

toh keh du gi unse rukey thehar jaayen,

izazat yeh dede nigahon ko meri,

kahi door se main tujhe dekh lunga,

tujhe dekh lunga tujhe dekh lunga,

zra toh sakoon de bechain dil ko,

magar yeh na kehna ke bhula du main tujhko,

judaa ho ke tujhse main aise jiyungi,

ho palkon mein aansu magar main hasungi,

kru kya mukkadar hai mujhse khafa sa,

bhale naam dede tu mujhe bewafa ka,

yeh ilzaam bhi hai manzoor mujhko,

magar yeh na kehna ke bhula du main tujhko.

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo