top of page

Bewafa Lyrics Babbu Maan



Bewafa Lyrics


haq mohabbat ka ada kar gye,

woh kar gye zafa jaate jaate,

haq mohabbat ka ada kar gye,

woh kar gye zafa jaate jaate,



na bolne ki kasam torh di,

na bolne ki kasam torh di,

woh keh gye bewafa jaate jaate,


paon tumhare jabhi ho hmari,

saans rok kar main kaatun,

hayaati yeh saari,

saans rok kar main kaatun,

hayaati yeh saari,



saans rokegi laash zinda kya,

woh boley phir huye khafa jaate jaate,

haq mohabbat ka ada kar gye,

woh kar gye zafa jaate jaate,

haq mohabbat ka ada kar gye,


nas nas mein daude bas naam tera,

paon ki dhool pe bhi na haq mera,

karein kya gila mila yeh sila,

de gaye hijr-e-napa jaate jaate,


haq mohabbat ka ada kar gye,

woh kar gye zafa jaate jaate,

haq mohabbat ka ada kar gye,


bann ke kayamat mehfil mein aayi,

ek bas humse nazar kyun churayi,

tu kyun jahaan mein aaya tha yaara,

mar kyun gya na tu aate aate,


haq mohabbat ka ada kar gye,

woh kar gye zafa jaate jaate,

haq mohabbat ka ada kar gye,


kyun aapko hai humse hikaarat,

aa khoon se main likh du ibaarat,

usne dua ki ja ja ve maana,

dojhak miley tujhe ja jaate jaate,


haq mohabbat ka ada kar gye,

woh kar gye zafa jaate jaate,

haq mohabbat ka ada kar gye.

586 views

Related Posts

See All
bottom of page