Baarish Hai Jaanam Lyrics Stebin Ben

Baarish Hai Jaanam Lyrics Koi to aisa hota jo Shehar mein baadal le aata Jo mere khwabon jaisa ho Ik aisa pagal le aata Tumhari chhat pe...

Baarish Hai Jaanam Lyrics

Koi to aisa hota jo

Shehar mein baadal le aata

Jo mere khwabon jaisa ho

Ik aisa pagal le aata

Tumhari chhat pe dekho na

Main leke baadal aaya hoon

Jo tum pe hans ke mar jaaye

Wohi main pagal aaya hoon

Bheegna hai mujhe aaj to

Tumhare sang jee bhar ke

Yeh pehli baarish hai janam

Woh jiski chahat thi hardum

Badi mannat se aaya hai

Mohabbat wala yeh mausam

Yeh pehli baarish hai janam

Woh jiski chahat thi hardum

Badi mannat se aaya hai

Mohabbat wala yeh mausam

Badi dilkash badi nazuk si

Dekho raat aayi hai

Sulagti hai meri dhadkan

Yeh kya barsaat aayi hai

Yeh mausam bhi hai mauka bhi

To kyun hum bewajah tarsein

Chalo na ek dooje pe

Zara hum toot ke barsein

Bheegna hai mujhe aaj to

Tumhare sang jee bhar ke

Yeh pehli baarish hai janam

Woh jiski chahat thi hardum

Badi mannat se aaya hai

Mohabbat wala yeh mausam

Yeh pehli baarish hai janam

Woh jiski chahat thi hardum

Badi mannat se aaya hai

Mohabbat wala yeh mausam

Tumhare sath ki baarish mein

Boondein muskurati hain

Jo na ho sath mein tere

Woh baarish dil jalaati hai

Idhar tum ho jo baahon mein

Khuda se aur kya mangun

Har ik baarish tumhare sath ghuzre

Yeh dua mangun yeh dua mangun

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo