Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Lyrics Sonu Nigam

Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Lyrics ram ram jai jai shri ram ram ram jai jai shri ram ram ram jai jai shri ram ram ram jai jai shri ram...

Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Lyrics

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

lamba tha vanvaas ram ka

lekin ye vishvas ram ka

sach ki, tap ki jai hoti hai

dhairya tapa mann hi moti hai

aati hain baadhayein aayein

jitna rokein, aur darayein

jisne varat sankalp liya hai

aandhi mein bhi jala diya hai

jagkar door kare andhiyara

har shal, har shadiyantar hai haara

achayi sachayi jeete ki

ghar ghar deep jale har sham, manao diwali

avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

baney hain sabke bigre kaam, manao diwali

avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

vann vann ghoom desh ko baandha

deen dukhi ko dekar kaandha

tapp se shath, abhimaan mitakar

seeta ko samman dilakar

jami shila ko shaap mukat kar

kitne pathar pran yukat kar

setu baandhkar, laksh saadhkar

yudh jeet kar paap naash kar

poora karke vachan pita ka

lehra karke vijay pataka

vaapas aaye apni nagri

sja hai poora raghuvar dham

avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

baney hain sabke bigre kaam, manao diwali

avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

kevat ki bhi noka taari

shabri ki joothan savikaari

jo jiska hai usse dilakar

shiv mein milkar bann rameshvar

aaj hariday anand bhara hai

pulkit ambar aur dhara hai

dashon dishayein sur mein gaati

swagat mein aatur, harshaati

baahein khol khadi hai maayein

aanjnay bhi sath hai aaye

prabhu ka aisa ho abhishek ke

unka raj rahe aviram

avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

baney hain sabke bigre kaam, manao diwali

avadh mein laute hai shri ram, manao diwali

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

ram ram jai jai shri ram

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo