Agar Ho Tum Song Lyrics and Video – Jubin Nautiyal (From ‘Mr. & Mrs. Mahi’)

Agar Ho Tum Lyrics agar ho tum toh main khud ko bhula du tere khaabon khayalon mein yu hi main behta rahu agar ho tum toh hai fir kehna...

Agar Ho Tum Lyrics

agar ho tum toh

main khud ko bhula du

tere khaabon khayalon mein yu hi

main behta rahu

agar ho tum toh

hai fir kehna kya

tere vaadon iraadon mein yu hi main udta rahu

zamane bhar ki khushiyon ko

tere daaman mein bhar du ga

tu maange ik sitara

chaand main tere hath mein rakh duga

agar ho tum toh darna kya han

hai tera hai mera hamara

ye sara jahaan

agar ho tum toh sath khuda han

hai tera hai mera hamara

ye sara jahaan

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

kitne siyane dekhe kitne diwane dekhe

dil ke thikano mein

han tumsa nahi dekha

dil ke fasano mein

sohni mahiwalon mein

dil ne yahan dekha

han tumsa nahi dekha

zamane bhar ki mohabbat ko

han tere naam main kardunga

tu kehde ik dafa toh baahon mein

tujhe aaj main bhar lunga

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

apna pata na paun

janu na kahan main jaun

ik tere bin o mahi

mera aur kya haan

naino mein tujhko bhar lu

khudko main kaabil karlu

ik tere bin o mahi

mera aur kya

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

agar ho tum

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo