Aaja Meri Jaan Lyrics Mauli Dave (From ‘Yaariyan 2’)

Aaja Meri Jaan Lyrics hoo aaja, aaja meri jaan, rootho na humse sanam, tumhe hai meri kasam, le jaye jaan meri, ye dooriyan, tumne kaha...

Aaja Meri Jaan Lyrics

hoo aaja, aaja meri jaan,

rootho na humse sanam,

tumhe hai meri kasam,

le jaye jaan meri,

ye dooriyan,

tumne kaha tha saath phere,

saath tere, le lu abhi,

aankhon mein meri aaj phir yu,

aa gaye kyun aansu abhi,

bolo zara tum hi vaada ye tha ke nahi,

tu hai yahan main wahi,

phir kyun ab tak yu hai,

ye dooriyan,

tarsa ho koi yeh suna tha,

magar hum sa tarsa nahi,

meelon chale fir humne jaana,

koi thikana ghar sa nahi,

murhke baahein meri,

pukarein baahon ko teri,

chali main raahon ko teri,

lag ja seene se kaisi,

ye dooriyan,

manzilein kahan raaste kahan,

kise hai fikar jayenge kahan,

kise hai pta le chalo yahan,

dil hai ravaa,

aaja, aaja meri jaan,

rootho na humse sanam,

tumhe hai meri kasam,

le jaye jaan meri,

ye dooriyan.

We will be happy to hear your thoughts

Leave a reply

Amlisten
Logo